People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 6 *

Mujhe Ishq Ka Rog
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hasina-Aur-Nagina/Mujhe-Ishq-
Video:
ishk hai pooja ishk ibadat ishk se bathkar duniya kya hai
ishk se ucha koi na majahab ishk khudai ishk khuda hai
mujhe ishk ka rog laga hai mujhe ishk ka rog laga hai
rom rom me yar basa hai
rabba meri khair kari ho rabba meri khair kari
mujhe ishk ka rog laga hai mujhe ishk ka rog laga hai
mera yar hi mera khuda hai
rabba meri khair kari rabba meri khair kari

mai kya janu duniyadari mujhe ishk ki lagi bimari
yar ke pahlu me dekhi hai jannat sari duniya sari
ho mai kya janu duniyadari mujhe ishk ki lagi bimari
yar ke pahlu me dekhi hai jannat sari duniya sari
maine yar me rab dekha hai maine yar me rab dekha hai
kya aisa sabko hota hai rabba meri khair kari
rabba meri khair kari

mai kya janu mahal choubare ye mere kis kaam ke sare
yar bina ye duniya kya hai kya duniya ke chand sitare
ho mai kya janu mahal choubare ye mere kis kaam ke sare
yar bina ye duniya kya hai kya duniya ke chand sitare
dil me uska naam likha dil me uska naam likha
darpan me uska chehara hai rabba meri khair kari
rabba meri khair kari mujhe ishk ka rog laga hai
mujhe ishk ka rog laga hai mera yar hi mera khuda hai
rabba meri khair kari rabba meri khair kari
Meri Shishe Waali
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hasina-Aur-Nagina/Meri-Shishe
Video:
meri shishe vali choli mera chappan gher ka lahanga
mera mol na pucho babu hire moti se bhi mahanga
meri umar hai solah saal ki mai hu kachhi kali kachnar ki
meri umar hai solah saal ki mai hu kachhi kali kachnar ki
meri shishe vali choli mera chappan gher ka lahanga
mera mol na pucho babu hire moti se bhi mahanga
meri umar hai solah saal ki mai hu kachhi kali kachnar ki
meri umar hai solah saal ki mai hu kachhi kali kachnar ki

mathe pe bindiya damke hotho pe lali chamke
hatho me kangna khanke pairo me payal chanke
chunariya jab bhi sarke joban bijli sa kadke
badan chandan sa mahke dekh ke har dil dhadke
kya bat hai solah singar ki re
meri umar hai solah saal ki mai hu kachhi kali kachnar ki
meri umar hai solah saal ki mai hu kachhi kali kachnar ki

kamar jab lachka khaye mache tab haye haye
sitiya koi bjaaye rupaiya koi dikhaye
nahi mai aisi vaisi bta du mai hu kaisi
mithi kadeki jaisi hu tikhi mirchi jaisi
sari duniya hai pyasi mere pyar ki
meri umar hai solah saal ki mai hu kachhi kali kachnar ki
meri umar hai solah saal ki mai hu kachhi kali kachnar ki
meri shishe vali choli mera chappan gher ka lahanga
mera mol na pucho babu hire moti se bhi mahanga
meri umar hai solah saal ki mai hu kachhi kali kachnar ki
meri umar hai solah saal ki mai hu kachhi kali kachnar ki
Mai Hu Ek Haseena
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hasina-Aur-Nagina/Main-Hoon-E
Video:
mera salaam lo tum dil ko tham lo
pyaar mein hain jina marna haay haay
main hu ek hasina main hu ek nagina
main hu ek hasina main hu ek nagina
nazaro ke teer se dil ki shamsheer se
ghayal kare tera sina haay haay
main hu ek hasina main hu ek nagina
main hu ek hasina main hu ek nagina
jhumungi nachungi gaungi main
har dil mein aag lgaungi main
jhumungi nachungi gaungi main
har dil mein aag lgaungi main
aisa tamasha dikhaungi main
aaj hosh sabhi ke udaungi main
tu mujhe jaan le mujhko pehchan le
tu mujhe jaan le mujhko pehchan le
mushkil kar de jeena haay haay
main hu ek hasina main hu ek nagina
main hu ek hasina main hu ek nagina

nagin si balkhake lahraungi
chhedega mujhko to das jaungi
nagin si balkhake lahraungi
chhedega mujhko to dans jaungi
main maar dungi ya mar jaaungi
main aaj had se gujar jaungi
is mulakaat ko meri har baat ko
is mulakaat ko meri har baat ko
bhulega jaalim kabhi na haay haay
main hu ek hasina aur mein hu ek nagina
main hu ek hasina main hu ek nagina
mera salaam lo tum dil ko tham lo
pyaar mein hain jina marna haay haay
Jai Shiv Shankar
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hasina-Aur-Nagina/Jai-Shiv-Sh
Video:
jay shiv shankar jay jay bhola
jay shiv shankar jay jay bhola
jay shiv shankar jay jay bhola
jay shiv shankar jay jay bhola
jay shiv shankar jay jay bhola
jay shiv shankar jay jay bhola
laaj bacha le meri bhi
jay shiv shankar jay jay bhola
laaj bacha le meri bhi
dil ki naiya dub na jaye
dil ki naiya dub na jaye
aaj pariksha aan padi hai
paar kara do aag ka gola
bam bam bam bam bam bam bhola
bam bam bam bam bam bam bhola

ro ro ke bola mera dil bhola
ro ro ke bola mera dil bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
bam bam bam bam bam bam bhola

aaj meri ankhiyo ki aasha hai tere hawale
meri shraddha sachhi hai to mera pyar bacha le
o bhole mera pyar bacha le
pyar ka deep na bujhne paye
pyar ka deep na bujhne paye
prano ki aahuti de dungi jo tune pyar se taula
bam bam bam bam bam bam bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
ro ro ke bola mera dil bhola
ro ro ke bola mera dil bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
bam bam bam bam bam bam bhola

mahadev maine bachpan se ki hai teri bhakti
aaj mujhe vardan me bhole de de pyar ki shakti
o bhole de de pyar ki shakti
prem ki har na hone paye
prem ki har na hone paye
varna aag se mai gujrungi
pahan ke tere naam ka chola
bam bam bam bam bam bam bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
ro ro ke bola mera dil bhola
ro ro ke bola mera dil bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
jay shiv shankar jay jay bhola
jay shiv shankar jay jay bhola
jay shiv shankar jay jay bhola
jay shiv shankar jay jay bhola
Mai Tera Raja Tu Meri Rani-1
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hasina-Aur-Nagina/Me-Tera-Raj
Video:
mai tera raja tu meri rani
apni kahani sadiyo purani
mai tera raja tu meri rani
apni kahani sadiyo purani
ek duje me hum dub jaye sanam
na ho jine ya marne ka gam
tu mera raja mai teri rani
apni kahani sadiyo purani
ek duje me hum dub jaye sanam
na ho jine ya marne ka gam
mai tera raja tu meri rani
apni kahani sadiyo purani

kya batau ke tum mere kya ho
meri mangi hui ek duaa ho
tujhse badhkar na duniya hasi hai
tu nahi to kuch bhi nahi hai
ho ek duje me hum dub jaye sanam
na ho jine ya marne ka gam
mai tera raja tu meri rani
apni kahani sadiyo purani
Mai Tera Raja Tu Meri Rani
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hasina-Aur-Nagina/Tu-Mera-Raj
Video:
main tera raja tu meri rani
apni kahani sadiyo purani
main tera raja tu meri rani
apni kahani sadiyo purani
ek duje me hum doob jaye sanam
na ho jeene ya marne ka gum
tu mera raja main teri rani
apni kahani sadiyo purani
ek duje me hum doob jaye sanam
na ho jeene ya marne ka gum
main tera raja tu meri rani
apni kahani sadiyo purani

kya batau ki tum mere kya ho
meri mangi hui ek dua ho
tujhse badhkar na duniya haseen hai
tu nahi hai to kuch bhi nahi hai
o ek duje me hum doob jaye sanam
na ho jeene ya marne ka gum
main tera raja tu meri rani
apni kahani sadiyo purani

baat itni si main janta hu
main tujhe hi khuda manta hu
teri chahat hi mandir hai mera
tu mere pyar ka devta hai
o ek duje me hum doob jaye sanam
na ho jeene ya marne ka gum
tu mera raja main teri rani
apni kahani sadiyo purani
main tera raja tu meri rani
apni kahani sadiyo purani
ek duje me hum doob jaye sanam
na ho jeene ya marne ka gum
main tera raja main teri rani
apni kahani sadiyo purani